Boom Shaka Lyrics
Kare Boom Shaka Laka
Kare Bandook Shaka Laka
Chilla Rahe Boom Shaka Laka
Hila De Room Shaka Laka
Bolo Ab Boom Shaka Laka
Kare Bandook Shaka Laka
Chilla Rahe Boom Shaka Laka
Hila De Room Shaka Laka
Agar Karoon Baat To
Wo Aam Baat Nahi
Aur Ye Kare Bas Baatein
Jaise Kaam-Kaaj Nahi
Jo Bol Rahe The Jyada
Unka Naam Aaj Nahi
Mujhse Bhid Na Dubara
Tu Koi Jaanbaaz Nahi
Main Na Gayab Hota Bro
Just Quiet On The Low
And If I Ever Go
Main Retire Hoya Goat
Mujhe Khiche Ye Niche
The Higher Up I Go
Main Waha Se Hi Aaya
Where They Fire Up The Stove
Chalata Main B’m
The 5 Series B M
Jo Rakti Thi Blocked
Kare Slide In My DM
Har Subah Bheje GM
Milna Hai TN
Kyunki Chahiye Usse
Chahiye More D Jese PM
Bol Mera Aura Hua Kab Tabah
Yahan Aaj Bhi Hai Kayam Mera Dabdaba
Kayi Saal Baad Inka Haar Ke Na Man Bhara
Aaj Bhi Dekho Nache Meri Dhun Pe Yahan Apsara
Rap Ke Pyar Mein
Maine Bhi Kabhi Hai Khat Bhara
Mere Kuch Yaar Hai
Woh Dekhe Jo Abhi Bhi Katgara
Mujhe Nakare To Mera Bhi
Abhi Ye Waqt Bana
Lagi Dukane Par Mare Jaisa Na Koi Shakhs Khada
Mujhe To Lage Ye Bade Whack
Baithe Baithe Bane Bitter
Par Better Na Kare Rap Mujh Se
Bade The Rapper
Ab Bhare Pade Hai Bag Mere
Career Hai Better
Now Tell Me A Bigger Fact
Main Hoon Bigger Factor
You Been A Actor The Bigger Figure
Call Me Trigger Finger Tapper
The Benefactor I’ve Been A Factor
Hoti Nahi Hai Fikar
They Gon Need A Bigger Backup
Zikr Bina Hote Nahi Ye Bigger
You Can Never Win A Matchup
I’m Masked Up Aur Kill Karna Lazmi
Bars Ki Hai Baat To Main Aata Hoon Baaz Ni
Rajdhani Raazi Hai Aata Ye Paas Nahi
Caught An Opp Boy Saw Him Ran Like Hashmi
Konsi Ka Bola Jaad Kaunsi Ka Khola
Ebb Kati Yo Zubaan Tha Ke Bhag Beta Tu
LV Ka Joda Pehr Shelby Mein Thoda Zeher
Semi Khada Hoon Ke Paaad Lega Tu
Bol Boom Shaka Laka
Kare Bandook Shaka Laka
Chilla Rahe Boom Shaka Laka
Hila De Room Shaka Laka
Bolo Ab Boom Shaka Laka
Kare Bandook Shaka Laka
Chilla Rahe Boom Shaka Laka
Hila De Room Shaka Laka
Jab Tak Khada Yo Chora Is Field Pe
Samajh Lai Match Abhi Baki Hai
Boundary Se Bahar Ball Giregi
Aur Feel Aani Nagasaki Hai
Dil Chori Ni Karde Loot Lave
Ye Chore Dilla Ke Re Daaki Hai
Main Ta Duniya Bhuli Baitha Si
Tu Mainu Das Ta Sahi Tera Name Ki Hai
Dekh Chadha Diya Bukhar
Shehar Hila Diya Tera Bhari Jab Hunkar
6-6 Foot Ke Hai Chhore Dekh Jama Khunkhar
Balla Bana Luger Aur Aayi Inki Rooh Bahar
Too Far Baitha Fukne To Kitna Hai Maal Nahi Puchda
Karoon Hinsa To Konsa Hai Gaal Nahi Puchda
Rap School Ke Hai Wahi Hum Bigde Bache
Are Jinse Koi Master Sawal Nahi Puchda
Re Dekhuga Aaj Tujhe Ankhiya Bharke
Bata Kitne Marge Teri Zulfa Karke
Tu 18 Ki Hoyi Ibbe 12 Padhke
Tere Karke 17 Mere Parche Chadge
Love Lettero Ke Tere Varke Padke
Ure Ladke Ladd Gaye Chhori Ghar Mein Badke
Faadu Parde Kaan Ke Baje Gun Ke Khadke
Mere Ghar Wale Tang Hore Mere Karke
Are Koi Bhi Ho Disa Chale Apna Hi Kissa
Hum Dono Ek Gane Mein To Lage Motta Pissa
Jab Pen Chaku Leonardo Da Vinci Banke
Bol Kagaj Pe Chhape Hue Lage Monalisa
Koi Sadiyo Mein Paida Hove Ek Mahre Jaisa
Mujhe Goat Reflect Hove Dekhu Jab Sheesha
Main Kim Jong Baitha Apni Saltanat Ka
Main Us Iran Wali War Ka Nahi Hissa
Rap Ke Malik Hai Hum Hi Hai Mistri
Dekh Ke Syani Hui Humein Industry
Halato Se Hustle Hai Itni Lambi
Main Jeeta Hoon Banke Square Aur Lush Curry
Mujhse Bhidna Big Loss
Career Kha Jau Ban Bigg Boss
Haryanvi Rap Mein Paisa Aur Ijjat
Dono Le Aaya Main Rick Ross
Main Bolu Boom Shaka Laka
Ye Bole Hukum Mere Aaka
Thoda Sa Tedha Tu Jhaka
To Mathe Beech Baje Pataka
Bolo Ab Boom Shaka Laka
Kare Bandook Shaka Laka
Chilla Rahe Boom Shaka Laka
Hila De Room Shaka Laka
Hila De Room Shaka Laka